Ek baat aise hai jiski yaad aati hai,
Kuch jyada hi tez awaz mein gane sunati hai,
Baraat kaha se kaha kisi ko pahuchati hai,
Yeh toh mere yaar ki shaadi hai,
Jail se zamanat pe aaye kafi barati hain,
Yaro yeh to high profile shaadi hain,
Dekhte hi dekhte bandokein bahar aati hain,
Yeh toh mere yaar ki shaadi,
Aaj amiron ka andaz sadharan pe bhi hai bhari,
Dikhani hai logo ko apni diabetes ki bimari,
Ladkewalon ko toh apni aadate dikhani hai,
Yaroon yeh toh mere yaar ki shaadi hai,
Dahej lena aur dena toh sahi mein apradh hai,
Lekin is desh ke logo mein jyada hi jazbaat hai,
Sarkari office ke table ki yaad aati hai,
Yaaro yeh mere yaar ki shaadi hai,
Dulhe ka paper toh clear hi nahi hua tha,
Pass karne ke liye purane master ko kaha tha,
Phir bhi ladke hone hi shaan nazar aati hai,
Yaaro yeh mere yaar ki shaadi hai.
- Rajmohan Yadav

No comments:
Post a Comment
Bring out the eggs....eh...feedback